GainTECH4IT Education - BISE DG Khan | Registration - (Complete guide pdf)
Where can I search my roll number if I lost it? (Urdu)
Answer: Agar roll number gum gaya ho to apne school se ya
dg khan board of intermediate ki site se duplicate roll number slip download kar sakte hain. Apki
bise dg khan board ki slip Student info se mil jati hai."
Is the online result card valid for educational use? (Urdu)
Answer: Online result card sirf temporary hota hai. Official
result card bise of dg khan kuch dino baad issue karta hai. Schools se ya
board of intermediate & secondary education dg khan se mil jati hai."
Can I download my result card through online internet? (Urdu Roman)
Answer: Jee haan, result day par website par online nateeja milta hai. Official website
board of intermediate and secondary education dg khan ki use ho gi. Is
9 class results 2024 ko PDF ya print form mein download kar sakte hain."
Can I apply for rechecking of 9 class results 2024 dg khan board? (Roman Urdu)
Answer: Jee haan, aap result ke baad rechecking ke liye apply kar sakte hain. Ap
bise dg khan board ki website par application form le skte hn. Fee pay kar ke request bhejni hoti hai."
How can private students check their bise dg khan 9th result? (Roman Urdu)
Answer: Private students bhi roll number ke zariye
bise dg khan 9th result check karte hain. Website ya SMS dono options unke liye bhi available hain."
What if the website is not working on result day? (Urdu)
Answer: Result day par traffic zyada hota hai is liye site slow ho sakti hai. Thodi dair baad try karein ya SMS service use karein. Phr b apko result na mile to ap
dg khan board of intermediate se ya hm se rabta krein."
"
How can I check my 9 class results 2024 dg khan board online? (Urdu)
Answer: Aap official website par ja kar roll number daal kar result check kar sakte hain. Apko
bise board dg khan ki site result ke din slow ho mil skti hey., lekin kuch dair baad easy se result milta hai."
Does the bise dg khan 9 result include practical marks? (Urdu)
Answer: 9th class mein practical marks nahi hote, sirf theory papers ke marks hote hain. Practical exams 10th class mein hotay hain. Agr koi candidate dono parts k exam de ga to b us k
b i s e dg khan k practicals hon ge."
Will the result be available on mobile app too? (Urdu Roman)
Answer: Kuch apps
b i s e dg khan ka result show karti hain, lekin authentic source official website ya SMS hi hai. Mobile apps se bhi try kar sakte hain. Is k ilawa msg bej k b result mil skta hey."
Question: Sir me regular student ho likin net se nikalwa loo tu paper me issue ban saktah he ya NAHI? ANS: Y question roll no slip online k bare m pocha gya hey. Sawal y hey k BISE of dg khan Board ki trf se jo roll no slip online ati hey, agr wo hm ko na mile ya koi issue ho to regular hone ki sort m wo net se nklwa k use ho skti hey k ni? Is ka jawab y hey k roll no slip online jo k BISE of dg khan Board ki trf se online jari ki jati hn, lekin regular apni roll no slip privately access ni kr skte. Y regular roll number slip download kisi b private tareqe se ni mil skti. Is k liye student ko apne institute se e rabta krna pre ga. Ab is question ka jwab yhi bnta hey k bhai apko apki roll no slip online ni ml skti. Is k ilawa agr ap roll no slip online chahein to ap apne institute se rabta kr skte hn. Wese to Punjab Board dg khan ki trs se roll no slips wgera dack se b beji jati thein. Ab ki bar kch method change ho gya hey. Ab mojoda sort e haal m jo roll no slip online jari ki jati hn un m se private roll no slip online internet p e jari kr di jati hn. Jis ko dg khan Board Intermediate r dosre boards k candidate internet p e ghr m print kr skte hn. Is tra jin educator ko roll no slip ka problem hota hey wo to solution ho gya. Mgr Regular students ki roll no slips schedule k mtabq ab srf idare k portal m e online jari ki jati hn manual ni beji jati. Agr manual b bejni ho to institutes k address p jari hoti hn.
Do we get grades or marks in result? (Roman Urdu)
Answer: Y
9 class results 2024 mein marks ke sath grade bhi diya jata hai. Har subject ke marks aur overall grade show hota hai. Mazeed details to ap ko
bise of dg khan board ki official website p e mil skti hey."
Question: Sir mana 9th ka 2 saal pehla private dahila baja tha aak school sa . Lakin mana woh cancel nahi krwaya . ab muja dubara paper dana han 9th ka. Toh kia muja private dakhla bhi cancel cancel krwana para ga? Answer: Y query jo pochi gi hey y
9th class admission Last Date k bare m h jo k
BISE Board dg khan se related h. To is bare m m apki information m azafa krna chahta hon k
dg khan Board r is k ilawa jitne b Punjab m boards hn un m re admission 9th srf ak dfa krwaya ja skta hey. Yani is m details kch is tra se hey k jo educator phli dfa
dg khan Board Intermediate 9th class m admission leta hey r wo paper deta hey ya ni deta mgr us ko roll no jari ho jata hey. To is ka mtlb phr wohi howa k us n admission r paper ki attemp ak dfa pori kr li hey. Ab
BISE of dg khan Board m wo apne phle wale result cancel krwaye ga. Ya phr online admission k wqt khud e cancel kre ga. Jo b option availble ho us ko avail krte hoye student apna result cancel krwa k readmission ki saholat ko use krte hoye 9th class m readmission le skta hey. Dosri dfa yni re admission lene k bd agr phr b us ka result down rhta hey to is k bd
Punjab Board dg khan us ko dobara admission ki ijazt ni deta. Yni k third time m 9th class readmission ki
Punjab Board dg khan m ijazat ni hoti. Mazeed information k liye link ko visit krein:
Online admission 9th private readmission
What happens if I fail in one or more subjects in bise dg khan pakistan? (Urdu Roman)
Answer: Agar kisi ek ya zyada subjects mein fail ho jayein to aapko supplementary exam dena parta hai. Apko
bise of dg khan board ki taraf se date sheet aur schedule announce mil jaye ga.
Is the result also available via SMS of bise dg khan pakistan? (Urdu)
Answer: Jee haan, aap
9 class results 2024 SMS ke zariye bhi check kar sakte hain. Apna roll number likh kar 800299 par bhej dein. Kuch seconds mein result aap ke mobile par aa jata hai.
What is considered passing marks in 9th class? (Urdu)
Answer: Har subject mein kam az kam 33% marks lana zaroori hota hai. 2025 m ho skta hey y 40% p ho jaye. Hamara
dg khan board of intermediate ki trf se update hey. Agar kisi mein kam aayein to fail count hota hai.