How to get Online admission 9th private readmission?

Question: Sir mana 9th ka 2 saal pehla private dahila baja tha aak school sa . Lakin mana woh cancel nahi krwaya . ab muja dubara paper dana han 9th ka. Toh kia muja private dakhla bhi cancel cancel krwana para ga? Answer: Y query jo pochi gi hey y 9th class admission Last Date k bare m h jo k BISE Board GRW se related h. To is bare m m apki malomat m azafa krna chahta hon k BISE Board GRW r is k ilawa jitne b Punjab m boards hn un m re admission 9th srf ak dfa krwaya ja skta hey. Yani is m details kch is tra se hey k jo candidate phli dfa Punjab Board Gujranwala 9th class m admission leta hey r wo paper deta hey ya ni deta mgr us ko roll no jari ho jata hey. To is ka mtlb phr wohi howa k us n admission r paper ki attemp ak dfa pori kr li hey. Ab Punjab Board Gujranwala m wo apne phle wale result cancel krwaye ga. Ya phr online admission k wqt khud e cancel kre ga. Jo b option availble ho us ko avail krte hoye candidate apna result cancel krwa k readmission ki saholat ko use krte hoye 9th class m readmission le skta hey. Dosri dfa yni re admission lene k bd agr phr b us ka result down rhta hey to is k bd BISE of Gujranwala Board us ko dobara admission ki ijazt ni deta. Yni k third time m 9th class readmission ki BISE of Gujranwala Board m ijazat ni hoti. Mazeed information k liye link ko visit krein: Online admission 9th private readmission
Can I download my result card through online internet? (Urdu)
Answer: Jee haan, result day par website par online result milta hai. Official website
board of intermediate education gujranwala ki use ho gi. Is
bise gujranwala 9 result ko PDF ya print form mein download kar sakte hain.
Is the result also available via SMS of bise grw board? (Urdu)
Answer: Jee haan, aap
9 class results 2024 gujranwala board SMS ke zariye bhi check kar sakte hain. Apna roll number likh kar 800299 par bhej dein. Kuch seconds mein result aap ke mobile par aa jata hai.
Will the 9 class results 2025 be available in pdf form? (Urdu)
Answer: Jee haan,
9 class results 2025 gazette mein bhi hota hai. Schoolon ko PDF file milti hai. Apne school se gazette ka access le sakte hain. Ap net se b download kr skte hn. Phr b na mle to hm se ticket le k bat krein. Hm apko provide kr dein ge.
What details are needed to check the 9 class results 2024? (Urdu Roman)
Answer: Agar apn
9 class results 2025 gujranwala board ki details search krni hn to sirf roll number chahiye hota hai. Name se result check karna mushkil hota hai Lekin agr apko name se search krnwana hey to ap hm se ticket k sath contact kr skte hn. Roll number zyada behtr hey agr apk pas ho.
Is it possible to improve 9th class marks? (Urdu)
Answer: Nahi, 9th class ke marks improve nahi kiye ja sakte. Aapko
gujranwala board of intermediate m 10th class ke exams mein achha perform karna chahiye final percentage ke liye.
When will the 9 class results 2024 gujranwala board announced? (Urdu)
Answer: Hmara
board of intermediate and secondary education grw ka
9 class results 2025 August ke aakhri haftay mein aata hai. Official site par notification milti hai. Candidates ko chahiye apna roll number tayar rakhein. Website aur SMS dono tareeqe available hain.
Can I apply for rechecking of bise gujranwala 9th result? (Roman Urdu)
Answer: Jee haan, aap result ke baad rechecking ke liye apply kar sakte hain. Ap
bise of gujranwala ki website par application form le skte hn. Fee pay kar ke request bhejni hoti hai.
Is the online result card valid for admission use? (Urdu Roman)
Answer: Online result card sirf temporary hota hai. Official
mark sheet bise board grw kuch dino baad issue karta hai. Schools se ya
b i s e gujranwala se mil jati hai.
Where can I find my roll number if I lost it? (Roman Urdu)
Answer: Agar roll number gum gaya ho to apne school se ya
gujranwala board of intermediate ki site se duplicate roll number slip download kar sakte hain. Apki
bise gujranwala pakistan ki slip Form No. se mil jati hai.
What is considered passing marks in 9th class? (Urdu Roman)
Answer: Har subject mein kam az kam 33% marks lana zaroori hota hai. 2025 m ho skta hey y 40% p ho jaye. Hamara
board of intermediate education gujranwala ki trf se update hey. Agar kisi mein kam aayein to fail count hota hai.
What is the Result SMS code for bise grw board? (Urdu)
Answer: SMS code 800299 hai. Is number par apna roll number bhejein aur
9 class results 2024 gujranwala board mil jata hai. Simple aur fast tareeqa hai.
Can I check bise gujranwala 9th result by name instead of roll number? (Roman Urdu)
Answer: Y
board of intermediate & secondary education gujranwala ka result roll number se hi check hota hai. Name se result milna mushkil hota hai. Agar roll number yaad nahi to school se maloom karen. Agr koi b sort e haal smj ni ati to hm apk liye y kaam krein ge. Ticket k zrye hm se rabta krein.
Do we get grades or marks in result? (Roman Urdu)
Answer: Y
bise gujranwala 9th result mein marks ke sath grade bhi diya jata hai. Har subject ke marks aur overall grade show hota hai. Mazeed details to ap ko
gujranwala board of intermediate ki official website p e mil skti hey.
How long after the exams is the 9 class results 2025 gujranwala board declared? (Urdu)
Answer: Exams ke kareeban 2–3 mah baad
9 class results 2025 gujranwala board aata hai. Mostly July ya August mein announce hota hai. Hmara
board of intermediate & secondary education gujranwala is k liye notification deta hai.