Admission | Sahiwal education board

Admission - Sahiwal education board | A Beginners Guide

 

What if the website is not working on result day? (Urdu)

Answer: Result day par traffic zyada hota hai is liye site slow ho sakti hai. Thodi dair baad try karein ya SMS service use karein. Phr b apko result na mile to ap b i s e Sahiwal se ya hm se rabta krein.

What is considered passing marks in 9th class? (Urdu)

Answer: Har subject mein kam az kam 33% marks lana zaroori hota hai. 2025 m ho skta hey y 40% p ho jaye. Hamara board of intermediate education Sahiwal ki trf se update hey. Agar kisi mein kam aayein to fail count hota hai.

When will the bise Sahiwal 9 result announced? (Urdu)

Answer: Hmara bise of Sahiwal board ka 9 class results 2024 Sahiwal board August ke aakhri haftay mein aata hai. Official site par notification milti hai. Students ko chahiye apna roll number tayar rakhein. Website aur SMS dono tareeqe available hain.

Does the 9 class results 2024 include practical marks? (Urdu Roman)

Answer: 9th class mein practical marks nahi hote, sirf theory exam ke marks hote hain. Practical exams 10th class mein hotay hain. Agr koi student dono parts k exam de ga to b us k bise of Sahiwal board k practicals hon ge.

How can I check my 9 class results 2025 Sahiwal board online? (Urdu Roman)

Answer: Aap official website par ja kar roll number daal kar result check kar sakte hain. Apko bise of Sahiwal ki site result ke din slow ho mil skti hey., lekin kuch dair baad easy se result milta hai.

How can private students check their bise Sahiwal 9 result? (Roman Urdu)

Answer: Private students bhi roll number ke zariye bise Sahiwal 9 result check karte hain. Website ya SMS dono options unke liye bhi available hain.

Can I check bise Sahiwal 9th result by name instead of roll number? (Roman Urdu)

Answer: Y Sahiwal board of intermediate ka result roll number se hi check hota hai. Name se result milna mushkil hota hai. Agar roll number yaad nahi to school se maloom karen. Agr koi b sort e haal smj ni ati to hm apk liye y kaam krein ge. Ticket k zrye hm se rabta krein. Question: Sir me regular student ho likin net se nikalwa loo tu paper me issue ban saktah he ya NAHI? ANS: Y question Online roll number slip k bare m pocha gya hey. Sawal y hey k Sahiwal Board Intermediate ki trf se jo BISE online roll number slip ati hey, agr wo hm ko na mile ya koi issue ho to regular hone ki sort m wo net se nklwa k use ho skti hey k ni? Is ka jawab y hey k Online roll number slip jo k BISE of Sahiwal Board ki trf se online jari ki jati hn, lekin regular apni roll no slip privately access ni kr skte. Y regular roll number slip download kisi b private tareqe se ni mil skti. Is k liye student ko apne institute se e rabta krna pre ga. Ab is question ka jwab yhi bnta hey k bhai apko apki roll no slip online ni ml skti. Is k ilawa agr ap BISE online roll number slip chahein to ap apne institute se rabta kr skte hn. Wese to Sahiwal Board Intermediate ki trs se roll no slips wgera dack se b beji jati thein. Ab ki bar kch method change ho gya hey. Ab mojoda sort e haal m jo BISE online roll number slip jari ki jati hn un m se private BISE online roll number slip internet p e jari kr di jati hn. Jis ko Sahiwal Board Intermediate r dosre boards k student internet p e ghr m print kr skte hn. Is tra jin candidate ko roll no slip ka problem hota hey wo to solution ho gya. Mgr Regular students ki roll no slips schedule k mtabq ab srf idare k portal m e online jari ki jati hn manual ni beji jati. Agr manual b bejni ho to institutes k address p jari hoti hn. Question: Sir mana 9th ka 2 saal pehla private dahila baja tha aak school sa . Lakin mana woh cancel nahi krwaya . ab muja dubara paper dana han 9th ka. Toh kia muja private dakhla bhi cancel cancel krwana para ga? Answer: Y question jo pochi gi hey y Online admission 9th private readmission k bare m h jo k Board of Intermediate and Secondary Education Sahiwal se related h. To is bare m m apki malomat m azafa krna chahta hon k Sahiwal Board r is k ilawa jitne b Punjab m boards hn un m re admission 9th srf ak dfa krwaya ja skta hey. Yani is m details kch is tra se hey k jo educator phli dfa Sahiwal Board Intermediate 9th class m admission leta hey r wo paper deta hey ya ni deta mgr us ko roll no jari ho jata hey. To is ka mtlb phr wohi howa k us n admission r paper ki attemp ak dfa pori kr li hey. Ab Punjab Board Sahiwal m wo apne phle wale result cancel krwaye ga. Ya phr online admission k wqt khud e cancel kre ga. Jo b option availble ho us ko avail krte hoye candidate apna result cancel krwa k readmission ki saholat ko use krte hoye 9th class m readmission le skta hey. Dosri dfa yni re admission lene k bd agr phr b us ka result down rhta hey to is k bd Punjab Board Sahiwal us ko dobara admission ki ijazt ni deta. Yni k third time m 9th class readmission ki BISE of Sahiwal Board m ijazat ni hoti.

Will the bise Sahiwal 9th result be available in gazette form? (Urdu Roman)

Answer: Jee haan, 9 class results 2025 gazette mein bhi hota hai. Schoolon ko PDF file milti hai. Apne school se gazette ka access le sakte hain. Ap net se b download kr skte hn. Phr b na mle to hm se ticket le k bat krein. Hm apko provide kr dein ge.

Will the result be available on mobile app too? (Urdu)

Answer: Kuch apps board of intermediate and secondary education Sahiwal ka result show karti hain, lekin authentic source official website ya SMS hi hai. Mobile apps se bhi try kar sakte hain. Is k ilawa msg bej k b result mil skta hey.

What is the Result SMS code for intermediate board Sahiwal? (Roman Urdu)

Answer: SMS code 800299 hai. Is number par apna roll number bhejein aur 9 class results 2024 Sahiwal board mil jata hai. Simple aur fast tareeqa hai.

Do we get grades or marks in result? (Roman Urdu)

Answer: Y 9 class results 2024 mein marks ke sath grade bhi diya jata hai. Har subject ke marks aur overall grade show hota hai. Mazeed details to ap ko b i s e Sahiwal ki official website p e mil skti hey.

Can I apply for rechecking of bise Sahiwal 9 result? (Roman Urdu)

Answer: Jee haan, aap result ke baad rechecking ke liye apply kar sakte hain. Ap bise of Sahiwal ki website par application form le skte hn. Fee pay kar ke request bhejni hoti hai.

Is it possible to improve 9th class marks? (Urdu Roman)

Answer: Nahi, 9th class ke marks improve nahi kiye ja sakte. Aapko b i s e Sahiwal m 10th class ke exams mein achha perform karna chahiye final percentage ke liye.

Please Select Embedded Mode For Blogger Comments