12 class date sheet 2nd annual exams grw board of intermediate
Where can I search my roll number if I lost it? (Urdu)
Answer: Agar roll number gum gaya ho to apne school se ya
bise of gujranwala board ki site se duplicate roll number slip download kar sakte hain. Apki
bise grw board ki slip Student info se mil jati hai.
Is the online result card valid for educational use? (Urdu Roman)
Answer: Online result card sirf temporary hota hai. Official
result card intermediate board gujranwala kuch dino baad issue karta hai. Schools se ya
board of intermediate and secondary education grw se mil jati hai.
Can I download my result card through online internet? (Urdu)
Answer: Jee haan, result day par website par online result card milta hai. Official website
b i s e gujranwala ki use ho gi. Is
9 class results 2025 ko PDF ya print form mein download kar sakte hain.
Can I apply for rechecking of 9 class results 2024? (Urdu)
Answer: Jee haan, aap result ke baad rechecking ke liye apply kar sakte hain. Ap
bise grw board ki website par application form le skte hn. Fee pay kar ke request bhejni hoti hai.
How can private students check their 9 class results 2025? (Urdu)
Answer: Private students bhi roll number ke zariye
9 class results 2025 check karte hain. Website ya SMS dono options unke liye bhi available hain.
What if the official website is not working on result day? (Urdu)
Answer: Result day par traffic zyada hota hai is liye site slow ho sakti hai. Thodi dair baad try karein ya SMS service use karein. Phr b apko result na mile to ap
bise of gujranwala board se ya hm se rabta krein.
How can I check my 9 class results 2024 online? (Urdu Roman)
Answer: Aap official website par ja kar roll number daal kar result check kar sakte hain. Apko
bise grw board ki site result ke din slow ho mil skti hey., lekin kuch dair baad asani se result milta hai.
Does the bise gujranwala 9 result include practical marks? (Urdu Roman)
Answer: 9th class mein practical marks nahi hote, sirf theory papers ke marks hote hain. Practical exams 10th class mein hotay hain. Agr koi student dono parts k exam de ga to b us k
board of intermediate & secondary education gujranwala k practicals hon ge.
Will the result be available on mobile app too? (Urdu)
Answer: Kuch apps
bise of gujranwala board ka result show karti hain, lekin authentic source official website ya SMS hi hai. Mobile apps se bhi try kar sakte hain. Is k ilawa msg bej k b result mil skta hey.
Question: Sir me regular student ho likin net se nikalwa loo tu paper me issue ban saktah he ya NAHI? ANS: Y question BISE online roll number slip k bare m pocha gya hey. Sawal y hey k BISE of Gujranwala Board ki trf se jo Online roll number slip ati hey, agr wo hm ko na mile ya koi issue ho to regular hone ki sort m wo net se nklwa k use ho skti hey k ni? Is ka jawab y hey k roll no slip online jo k BISE of Gujranwala Board ki trf se online jari ki jati hn, lekin regular apni roll no slip privately access ni kr skte. Y regular roll no slip kisi b private tareqe se ni mil skti. Is k liye educator ko apne institute se e rabta krna pre ga. Ab is question ka jwab yhi bnta hey k bhai apko apki BISE online roll number slip ni ml skti. Is k ilawa agr ap BISE online roll number slip chahein to ap apne institute se rabta kr skte hn. Wese to Gujranwala Board Intermediate ki trs se roll no slips wgera dack se b beji jati thein. Ab ki bar kch method change ho gya hey. Ab mojoda sort e haal m jo BISE online roll number slip jari ki jati hn un m se private roll no slip online internet p e jari kr di jati hn. Jis ko BISE of Gujranwala Board r dosre boards k student internet p e ghr m print kr skte hn. Is tra jin candidate ko roll no slip ka problem hota hey wo to solution ho gya. Mgr Regular students ki roll no slips schedule k mtabq ab srf idare k portal m e online jari ki jati hn manual ni beji jati. Agr manual b bejni ho to institutes k address p jari hoti h.
Do we get grades or marks in result? (Urdu)
Answer: Y
9 class results 2025 gujranwala board mein marks ke sath grade bhi diya jata hai. Har subject ke marks aur overall grade show hota hai. Mazeed details to ap ko
gujranwala board of intermediate ki official website p e mil skti hey.
Question: Sir mana 9th ka 2 saal pehla private dahila baja tha aak school sa . Lakin mana woh cancel nahi krwaya . ab muja dubara paper dana han 9th ka. Toh kia muja private dakhla bhi cancel cancel krwana para ga? Answer: Y query jo pochi gi hey y
9th class admission Last Date k bare m h jo k
GRW Board se related h. To is bare m m apki information m azafa krna chahta hon k
BISE Board GRW r is k ilawa jitne b Punjab m boards hn un m re admission 9th srf ak dfa krwaya ja skta hey. Yani is m details kch is tra se hey k jo candidate phli dfa
Gujranwala Board Intermediate 9th class m admission leta hey r wo paper deta hey ya ni deta mgr us ko roll no jari ho jata hey. To is ka mtlb phr wohi howa k us n admission r paper ki attemp ak dfa pori kr li hey. Ab
BISE of Gujranwala Board m wo apne phle wale result cancel krwaye ga. Ya phr online admission k wqt khud e cancel kre ga. Jo b option availble ho us ko avail krte hoye candidate apna result cancel krwa k readmission ki saholat ko use krte hoye 9th class m readmission le skta hey. Dosri dfa yni re admission lene k bd agr phr b us ka result down rhta hey to is k bd
Gujranwala Board Intermediate us ko dobara admission ki ijazt ni deta. Yni k third time m 9th class readmission ki
BISE of Gujranwala Board m ijazat ni hoti.
What happens if I fail in one or more subjects in bise of gujranwala? (Urdu)
Answer: Agar kisi ek ya zyada subjects mein fail ho jayein to aapko supplementary exam dena parta hai. Apko
board of intermediate & secondary education gujranwala ki taraf se date sheet aur schedule announce mil jaye ga.
Is the result also available via SMS of intermediate board gujranwala? (Urdu)
Answer: Jee haan, aap
bise gujranwala 9 result SMS ke zariye bhi check kar sakte hain. Apna roll number likh kar 800299 par bhej dein. Kuch seconds mein result aap ke mobile par aa jata hai.
What is considered passing marks in 9th class? (Urdu)
Answer: Har subject mein kam az kam 33% marks lana zaroori hota hai. 2025 m ho skta hey y 40% p ho jaye. Hamara
b i s e gujranwala ki trf se update hey. Agar kisi mein kam aayein to fail count hota hai.