BISE BOARD GRW Position Holders of 10th class 2024 Science Group

BISE BOARD GRW Position Holders of 10th class 2024 Science Group


Position Holders Male SCIENCE BISE of Gujranwala

Position Holders Female SCIENCE BISE of Gujranwala


Is the online result card valid for admission use? (Urdu)

Answer: Online result card sirf temporary hota hai. Official mark sheet bise of gujranwala kuch dino baad issue karta hai. Schools se ya board of intermediate & secondary education gujranwala se mil jati hai.

What is considered passing marks in 9th class? (Urdu Roman)

Answer: Har subject mein kam az kam 33% marks lana zaroori hota hai. 2025 m ho skta hey y 40% p ho jaye. Hamara board of intermediate & secondary education gujranwala ki trf se update hey. Agar kisi mein kam aayein to fail count hota hai.

What is the Result SMS code for bise board grw? (Urdu)

Answer: SMS code 800299 hai. Is number par apna roll number bhejein aur 9 class results 2024 gujranwala board mil jata hai. Simple aur fast tareeqa hai.

Is the result also available via SMS of bise grw board? (Urdu)

Answer: Jee haan, aap bise gujranwala 9 result SMS ke zariye bhi check kar sakte hain. Apna roll number likh kar 800299 par bhej dein. Kuch seconds mein result aap ke mobile par aa jata hai.

How long after the exams is the 9 class results 2024 declared? (Urdu Roman)

Answer: Exams ke kareeban 2–3 mah baad bise gujranwala 9th result aata hai. Mostly July ya August mein announce hota hai. Hmara gujranwala board of intermediate is k liye notification deta hai.

When will the 9 class results 2025 announced? (Urdu)

Answer: Hmara board of intermediate and secondary education grw ka 9 class results 2024 gujranwala board August ke end mein aata hai. Official site par notification milti hai. Candidates ko chahiye apna roll number tayar rakhein. Website aur SMS dono tareeqe available hain.

Can I check bise gujranwala 9 result by name instead of roll number? (Urdu)

Answer: Y gujranwala board of intermediate ka result roll number se hi check hota hai. Name se result milna mushkil hota hai. Agar roll number yaad nahi to school se maloom karen. Agr koi b sort e haal smj ni ati to hm apk liye y kaam krein ge. Ticket k zrye hm se rabta krein.

Will the bise gujranwala 9th result be available in pdf form? (Urdu Roman)

Answer: Jee haan, 9 class results 2024 gazette mein bhi hota hai. Schoolon ko PDF file milti hai. Apne school se gazette ka access le sakte hain. Ap net se b download kr skte hn. Phr b na mle to hm se ticket le k bat krein. Hm apko provide kr dein ge.

Do we get grades or marks in result? (Roman Urdu)

Answer: Y 9 class results 2024 mein marks ke sath grade bhi diya jata hai. Har subject ke marks aur overall grade show hota hai. Mazeed details to ap ko bise of gujranwala board ki official website p e mil skti hey.

Can I apply for rechecking of bise gujranwala 9th result? (Roman Urdu)

Answer: Jee haan, aap result ke baad rechecking ke liye apply kar sakte hain. Ap bise board grw ki website par application form le skte hn. Fee pay kar ke request bhejni hoti hai.

Will the result be available on mobile app too? (Urdu)

Answer: Kuch apps board of intermediate & secondary education gujranwala ka result show karti hain, lekin authentic source official website ya SMS hi hai. Mobile apps se bhi try kar sakte hain. Is k ilawa msg bej k b result mil skta hey.

Does the bise gujranwala 9th result include practical marks? (Urdu)

Answer: 9th class mein practical marks nahi hote, sirf theory exam ke marks hote hain. Practical exams 10th class mein hotay hain. Agr koi candidate dono parts k exam de ga to b us k gujranwala board of intermediate k practicals hon ge.

What happens if I fail in one or more subjects in bise board grw? (Urdu)

Answer: Agar kisi ek ya zyada subjects mein fail ho jayein to aapko supplementary exam dena parta hai. Apko board of intermediate and secondary education grw ki taraf se date sheet aur schedule announce mil jaye ga.

What if the website is not working on result day? (Urdu)

Answer: Result day par traffic zyada hota hai is liye site slow ho sakti hai. Thodi dair baad try karein ya SMS service use karein. Phr b apko result na mile to ap board of intermediate education gujranwala se ya hm se rabta krein.

Is it possible to improve 9th class marks? (Urdu Roman)

Answer: Nahi, 9th class ke marks improve nahi kiye ja sakte. Aapko board of intermediate and secondary education grw m 10th class ke exams mein achha perform karna chahiye final percentage ke liye.

Please Select Embedded Mode For Blogger Comments

Previous Post Next Post